Wednesday 26 October 2011

Lying Is Harmful ( Jhoot Bolne Se Nuqsaan )

Assalamu Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuh !!!

Hum Insaan jab jab jhoot bolte hai Nuqsaan ke siwa hume kuch haasil nahi hota hai,

Aur yeh baath Quran-E-Kareem meh hai, 


Mai aap log ko Quran-E-Kareem ki chaand Aayaat Jo Surah Baqra meh se hai,

Aap Log Zara Gaur Farmaaye, Jisme saaf saaf hai jhoot bolne se hume kya nuqsaan hai.


Surah 2.Al Baqarah (The Cow)

Ayat No's 8,9 & 10

Arabic Script Transliteration :

                                                        بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيمِ

 Bismillah Hir-Rahman Nir-Rahim (With the name of Allah, the Beneficent, the Merciful)


Ayat No 8 : وَمِنَ النَّاسِ مَن يَقُولُ آمَنَّا بِاللَّهِ وَبِالْيَوْمِ الْآخِرِ وَمَا هُم بِمُؤْمِنِي

Wamina alnnasi man yaqoolu amannabiAllahi wabialyawmi al-akhiri wamahum bimu/mineena


Ayat No 9 :
يُخَادِعُونَ اللَّهَ وَالَّذِينَ آمَنُوا وَمَا يَخْدَعُونَ إِلَّا أَنفُسَهُمْ وَمَا يَشْعُرُونَ

YukhadiAAoona Allaha waallatheenaamanoo wama yakhdaAAoona illa anfusahum wamayashAAuroona
 

Ayat No 10 : فِي قُلُوبِهِم مَّرَضٌ فَزَادَهُمُ اللَّهُ مَرَضًا ۖ وَلَهُمْ عَذَابٌ أَلِيمٌ بِمَا كَانُوا يَكْذِبُونَ

Fee quloobihim maradun fazadahumuAllahu maradan walahum AAathabun aleemun bimakanoo yakthiboona


English Translation :

            In the name of Allah, Most Gracious, Most Merciful.

Ayat No 8 : Of the people there are some who say: "We believe in Allah and the Last Day;" but they do not (really) believe.

Ayat No 9 : Fain would they deceive Allah and those who believe, but they only deceive themselves, and realise (it) not!

Ayat No 10 : In their hearts is a disease; and Allah has increased their disease: And grievous is the penalty they (incur), because they are false (to themselves).


Urdu Tarjuma:

Main Allah Ke Naam Se Shuru Karta Hoon 

Jo Bada Mehar-baan Aur Nehaayat Rahem Wala Hai


Ayat No 8 : Aur Baaz Aadmi kehte to hain ke Hum Allah par aur Yaum-E-Akhirat par Iman Le Aae,
   Dar-Asl yeh Iman nahin laae.

Ayat No 9 : Ye Allah ko aur Momineen ko dhoka dete hain magar Dar-Asl ye apne aap ko hi dhoka de rahe hain.

     Khud to apne shaoor aur (Ehsaas Ki Quwwat) se bhi mehroom hain.

Ayat No 10 : Unke Dilon mein beemari hai, To Allah ne us mein aur izaafa kar diya.
  
   aur unke liye dukh dene waala azaab , Is liye ke wo jhoot bolte hain.


Urdu Script :

شروع الله کا نام لے کر جو بڑا مہربان نہایت رحم والا ہے

 Ayat No 8 :  اور بعض لوگ ایسے ہیں جو کہتے ہیں کہ ہم خدا پر اور روزِ آخرت پر ایمان رکھتے ہیں حالانکہ وہ ایمان نہیں رکھتے

Ayat No 9 : یہ (اپنے پندار میں) خدا کو اور مومنوں کو چکما دیتے ہیں مگر (حقیقت میں) اپنے سوا کسی کو چکما نہیں دیتے اور اس سے بے خبر ہیں

 Ayat No 10 :  ان کے دلوں میں (کفر کا) مرض تھا۔ خدا نے ان کا مرض اور زیادہ کر دیا اور ان کے جھوٹ بولنے کے سبب ان کو دکھ دینے والا عذاب ہوگا

Dua: Aye Allah Hum Tamaam Musalmaano(mere bhai aur behan) sab ko is duniya ki buraayi se aur jhoot bolne se baacha,

     Bila-shuba tu bada zabardast ghalib aur badi badi hikmaton waala hai Ameen !


No comments:

Post a Comment